Kumar Sanu & Aastha Gill: Saawariya Latest Song Lyrics In English

Written by Song Lyrics

Published on:

 

Kumar Sanu & Aastha Gill: Saawariya Latest Song Lyrics In EnglishKumar Sanu & Aastha Gill Lyrics

 

SingerKumar Sanu & Aastha Gill
SingerHiten
MusicHiten
Song WriterDilwala

Lyrics:
Dekh Ke Tujhko Dil Bole Haye Haye
Tere Bina Haal Mera Bura Hota Jaye Jaye
Thodi Sharaarti Main Tu Bhi Thoda Shy Shy
Tere Liye Baakiyon Ko Kiya Maine Bye Bye
Aisa Kaisa Ye Pyaar Kar Lia.. Ohh Ohh

Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya
Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya

Tujhpe Aake Naina Meri Jaam Ho Gaye
Samajh Mein Na Aaye Aise Kaam Ho Gaye
Naam Bohot Tha Tere Sar Ki Kasam Sajan
Pade Jo Tere Pyaar Mein Badnaam Ho Gaye

Rehliya Duniya Se
Badaa Dar Dar Ke
Dekhun Main Bhi Zaraa
Had Se Guzar Ke
Sab Kuch Tere Naam Kar Diya

Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya
Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya

Dhadhke Dil Ye Jab Udhey Tera Aanchal
Jadoo Kare Teri Aankhon Ka Kaajal
Dekh Ke Tujh Ko Hua Jaun Paagal
Naajaney Kab Barsega Ye Badal

Kuch Toh Hua Mujhe Aankh Jab Tujhse Ladhi
Teri Deewangi Bhi Sar Pe Mere Chadhi
Main Bhi Hoon Zidd Pe Adha Tu Bhi Hai Zidd Pe Adhi
Kisine Bhi Na Badayi Baat Ye Khud Se Badhi
Ye Ishq Sare Aam Kar Lia..

Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya
Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya Saawariya

🔴Related Post